Friday 5 February 2016

Khaas mouke par baalo ko de different look

Corset hair breadImage result for images of step by step corset hair braid styles girls
Yadi aapke baal lambe hain toh aap unhe kuch alag try karne ke liye corset braid ki shape de sakti hain. Isme 2 choutiya banakar unhe ek ribbon ki madad se aapas me baandh liya jaata hain. Iss khaas hairstyle ko aajmaane ke liye kuch tips ja rahi hain-

Sabse apne baalo ko 2 barabar hisso me baant lijiye aur unhe kanghi se puri tarh suljha lijiye.

Iske baad dahine hisse ke baalo ko 3 hisse me baantkar 3-strend ducth bread tyaar kar lijiye.

Issi tarah se baanye hisse ke baalo kobhi 3 hisse me baantkar 3-strend dutch bread tyaar kijiye.

Ab aapke baal coreset tying ke liye tyaar ho chuke hain.

Fir ek ribbon ka tukada lijiye aur kisi bhi ek aue choti ke upri seere par ise kaskar baandh dijiye.

Aakhri me in dono chuotiyo ko baandhte hue neeche tak utaarte chaliye. Sabse neeche ki aur ise iss tarah baandhiye ki iska sira najar nahi aaye. iss tarah aap coreset hair bread design se apne baalo ko saja sakti hain.

No comments: